top of page
logo.webp

Maths padhne ka Best tareeka
3 mahine me guaranteed improvement

Arise Math kaise different hai?

Harr bacche ko milega Personal Teacher -

100% focus ke saath

 

15+ years ke experienced teachers -

Laakho baccho ko hai padhaya

 

IITians ke dwara prepared curriculum -

Maths banegi easy

 

Bahut hi affordable fees -

Sirf Rs. 500/- mahina

png-clipart-student-business-teacher-lecture-business-women-business-woman-holidays_edited
customer-experience-line-icon-vector-21551276_edited.png
png-clipart-education-teacher-school-learning-professional-teacher-logo-curriculum_edited.
135108224-indian-rupee-icon-indian-rupee-sign-vector-indian-rupee-vector-icon_edited.png

3 Din Ka FREE Demo Book Karen!

Thank you. Demo start karne ke liye hamari team aapko call karegi

Hazaaro baccho ke parents ne vishwas kiya Arise Math pe

Untitled design (6)_edited.jpg

Father of Anahita Puri,

Sanmati school, 9th Class

Meri beti Anahita ko Math me ghabraahat hoti thi, speed ki problem hoti thi jisse marks me asar tha. Arise se kaafi fayda hua hai, marks bhi improve hue hai. 60% marks se badhke 90% tak aa gyi, aur abb bina darr ke wo Maths karti hai. Tuition me harr baccha nhi seekh paata. Arise pe seekhta hai.
Untitled design (4).png

Mother of Sparsh,

Vidyasagar School, 9th

Sparsh ko Maths me dikkat hoti thi issliye Arise join karwaya. Sabse bada improvement yeh dekha ki Sparsh abb khudd padhne baith jaata hai. Pehle wo padhta nhi tha bilkul, but abb atleast 30min ke liye wo khudd se padhne baith jaata hai Arise pe. Interest badha hai Maths me. Bacho ka Maths ka darr khatam ho jaega.
Untitled design (8).png

Mother of Rehan,

St Mary Champion School,

8th Class

Baccho ko program bahut pasand aaya. Sabse best yeh laga ki 1 student, 1 teacher hote hai. Bacho ko bahut hi ache se tareeke se samjhaya jaata hai, fun tareeke se, simple way me. Rehan ko bahut maja aa rha hai padhne me. Well done, keep it up. Aise hi padhate rahiye.

10000+

Students

> 30%

Improvement

1.5  Lac

Questions Solved

4.8/5

Ratings

  • Class kaise start hogi?
    Jaise hi aap form fill karenge, hamari team aapko call karke aur information degi. Sirf jab aap final confirmation denge, tabhi demo classes start hongi. Aur details aapko phone pe milegi.
  • Kitni der ki hogi class?
    Maths ek habit ki tarah hai. Thoda thoda karo lekin roj. Tabhi strong foundations bante hai. Issliye hu, 30-40mins class krte hai, roj week me 6 din
  • Zoom ya Google Meet pe hogi kya class?
    Nahi. Zoom aur Google Meet me Maths ki ache se padhai nhi hoti. Wahan na to bacche formula likh paate hai na concept samajh paate hai. Issliye humne 2 saal research karke ek alag platform banaya hai. Classes hamare banae khaas Arise Math platform pe hoti hai.
  • Kaun padhaega? Kaise padhaega?
    Maths ke maahir teachers, jinko kam se kam 15 saal ka experience hai, aapke bacche ko padhaenge. Teacher ka poora dhyaan aapke bacche pe hoga hamare 1-1 classes me. Wo uske saare doubts clear karenge aur pichle 2-3 saal ke concepts padhaenge.
  • Kaun kaunsi classes ke liye hai Arise Math?
    7th to 10th class. Both CBSE and State Boards.
  • Demo ke bhi paise pay karne honge baad me?
    Nahi. Agar aap demo ke baad continue nahi karna chahte, to koi fees nahi li jaegi
  • Arise Math kisne start kiya hai?
    Aseem Khare : IIT Mumbai graduate, Ex-CEO of Adonis and Taskbob. 100% marks in 12th Maths Agam Garg : IIT Mumbai graduate, All India Rank 66 in IIT-JEE 2008. Ex-Founder of Meraki VR (Sold) Ajay Bhatt : IIT Mumbai graduate, Ex- Taskbob, Mindtickle
bottom of page